YADO ME TERI YAAD THI
KYA YAAD THI KUCH YAAD NAHI
TERI YAAD ME SAB BHOOL GAYE
KYA BHOOL GAYE KUCH YAAD NAHI
BAS YAAD HO TUM SIRF YAAD HAI YAHI
KYUN YAAD HO TUM KUCH YAAD NAHI
SANA Pages
FRESH WAP FOR U ALL DOWNLOADS
Search This Blog
Thursday, May 6, 2010
phir aaj mujhy tmko itna hi btana hai read more
phir aaj mujhy tmko itna hi btana hai
hansna hi jivan hai hansty hi jana hai
jivan ki rahon se khushyon ko churana hai
kanton main ulajh kr bhi khushbo hi lutana hai
hansna hi jivan hai hansty hi jana hai
hansna hi jivan hai hansty hi jana hai
jivan ki rahon se khushyon ko churana hai
kanton main ulajh kr bhi khushbo hi lutana hai
hansna hi jivan hai hansty hi jana hai
us shaks sy jb tk koi baat nahi hoti
us shaks sy jb tk koi baat nahi hoti
din nahi nikalta,raat nahi hoti..
na khafa hwa karay wo,usay kehna,
bin us k mukammal mere zaat nahi hoti..
din nahi nikalta,raat nahi hoti..
na khafa hwa karay wo,usay kehna,
bin us k mukammal mere zaat nahi hoti..
Guzray Huay Taweel Zamanay Kay Baad Bhi Dil Main Raha Woh Choor Kay Janay Kay Baad Bhi
Guzray Huay Taweel Zamanay Kay Baad Bhi
Dil Main Raha Woh Choor Kay Janay Kay Baad Bhi
Pehlu Main Reh Kay Dil Nay Dia Hai Bohat Faraib
Rakha Hai Us Ko Yaad Bhulanay Kay Baad Bhi
Dil Main Raha Woh Choor Kay Janay Kay Baad Bhi
Pehlu Main Reh Kay Dil Nay Dia Hai Bohat Faraib
Rakha Hai Us Ko Yaad Bhulanay Kay Baad Bhi
Kaisi Beeti Raat Kissi Se Mat Kehna read more
Kaisi Beeti Raat Kissi Se Mat Kehna
Sapnon Wali Baat Kissi Se Mat Kehna
Kaisay Uthay Badaal Or Kahan Takray
Kaisi Hui Barsaat Kissi Se Mat Kehna
Sapnon Wali Baat Kissi Se Mat Kehna
Kaisay Uthay Badaal Or Kahan Takray
Kaisi Hui Barsaat Kissi Se Mat Kehna
Wednesday, May 5, 2010
Ek Khwaish Sarhaney
Ek Khwaish Sarhaney
Rakh Do Na
Rakh Do Na
Aaj Mujh Pe Inayat
Ker Do Na
Ker Do Na
Zara Chupkey Se
Khamoshi Se
Khamoshi Se
Tum Izhar-e-Mohabbat
Ker Do Na
Ker Do Na
Khud Ko Ker k
Deewana Sa
Deewana Sa
Mera Pyaar Amar
Tum Ker Do Na
Tum Ker Do Na
Main Pyaas Mein Duuba
Sehra Hoon
Sehra Hoon
Tum Mujh Ko Samandar
Ker Do Na
Ker Do Na
Main Yun Hi Phirta
Hoon Dar-ba-Dar
Hoon Dar-ba-Dar
Tum Khud Ko Manzil
Ker Do Na …
Ker Do Na …
Har Cheez Tumhari Lota Di
Har Cheez Tumhari Lota Di
Ham LeKe Nahi Kuch Sath Chale
Phir Dosh Na Dena Ae Logo
Ham Dekhlo Khaali Hath Chale
Ye Rah Akele Katti Hai
Yahan Saath Na Koi Yar Chale
Us Paar Najane Kiya Payen
Ham LeKe Nahi Kuch Sath Chale
Phir Dosh Na Dena Ae Logo
Ham Dekhlo Khaali Hath Chale
Ye Rah Akele Katti Hai
Yahan Saath Na Koi Yar Chale
Us Paar Najane Kiya Payen
Is Par Tu Sab Kuch Haar Chale
Usne kaha Mujh se kitna Pyaar hai..
Usne kaha Mujh se kitna Pyaar hai..
Maine kaha Sitaron ka koi Shumaar hai…
Usne kaha kaun Tumhe hai bahut Azeez..
Maine kaha Dil pe Jise Ikhtiyar hai…
Usne kaha kaun sa Tohfa hai pasand..
Maine kaha Woh Sama jo ab tak Udhaar hai…
Usne kaha saath kahan tak Nibhaoge..
Maine kaha jitni ye Saanson ki Taar hai…
Usne kaha Mujh ko Yakeen aaye kis tarah..
Maine kaha Sitaron ka koi Shumaar hai…
Usne kaha kaun Tumhe hai bahut Azeez..
Maine kaha Dil pe Jise Ikhtiyar hai…
Usne kaha kaun sa Tohfa hai pasand..
Maine kaha Woh Sama jo ab tak Udhaar hai…
Usne kaha saath kahan tak Nibhaoge..
Maine kaha jitni ye Saanson ki Taar hai…
Usne kaha Mujh ko Yakeen aaye kis tarah..
Maine kaha Mera Naam hi Aitbaar hai…
Is Dil ki Halat batana nahi aata ?
Is Dil ki Halat batana nahi aata ?
Kisi ko aisey Tadpana nahi aata ?.
Sunna chahte hain ek baar Aawaz aap ki ?
Magar baat karne ka Bahana nahi aata !!
Unhein Pyaar karna nahi aata ?.
Aur Hamein Pyaar ke siwa kuch nahi aata ?.
Jeene ke sirf ye Do hi raaste hain ?.
Ek unhe nahi aata aur Ek Hamein nahi aata..
Kisi ko aisey Tadpana nahi aata ?.
Sunna chahte hain ek baar Aawaz aap ki ?
Magar baat karne ka Bahana nahi aata !!
Unhein Pyaar karna nahi aata ?.
Aur Hamein Pyaar ke siwa kuch nahi aata ?.
Jeene ke sirf ye Do hi raaste hain ?.
Ek unhe nahi aata aur Ek Hamein nahi aata..
Monday, May 3, 2010
Hum khud pe gharur nahi kertay,
Hum khud pe gharur nahi kertay,
Kisi ko dosti kerny py majbor nahin kertay,
Magar jisy ek bar dil mein basa lein,
Usay martay dum tak dil say door nahin kertay,
Kisi ko dosti kerny py majbor nahin kertay,
Magar jisy ek bar dil mein basa lein,
Usay martay dum tak dil say door nahin kertay,
Dilldari dosto ki shaan hoti hai
- Dillagi dosto ke naam hoti hai
Dilldari dosto ki shaan hoti hai- Kahi bhi raho par rahoge dil me mere
Yahi sachchi dosti ki pehchaan hoti hai
Sunday, May 2, 2010
L0at aa0 k phir yeh aitbar na milega
L0at aa0 k phir yeh aitbar
na milega
na milega
Yeh m0habbat yeh ehsaas yeh
pyar na milega
pyar na milega
Manga hai RAB se tujhe
dua0n mein R0 R0 kar
dua0n mein R0 R0 kar
Ham jaisa tujhe k0i talabgar
nahi milega!!!
nahi milega!!!
chup hai har waqt ka rone waala; kuchh na kuchh aaj hai hone waala.
chup hai har waqt ka rone waala;
kuchh na kuchh aaj hai hone waala.
ek bhi ashq nahin hai aankhon mein;
sakht-jaan… kitna hai rone waala.
aaj kaanton ka bhi haqdaar nahin;
haar phoolon ke pirone waala.
kho gayaa dard ki tasweeron mein;
pyaar ke rang bhigone waala.
fasl ashqon ki ug aayee kaise;
kyaa kahe …kahkahe bone waala.
baant-ta firta hai auron ko hansee;
khud ko ashqon mein dubone waala.
mutmayeen ab hain yahi soch ke hum;
ho rahega hai jo hone waala.
SHAUQ !…tum jiske liye marte ho…
..wo…tumhaaraa nahin hone waala…
kuchh na kuchh aaj hai hone waala.
ek bhi ashq nahin hai aankhon mein;
sakht-jaan… kitna hai rone waala.
aaj kaanton ka bhi haqdaar nahin;
haar phoolon ke pirone waala.
kho gayaa dard ki tasweeron mein;
pyaar ke rang bhigone waala.
fasl ashqon ki ug aayee kaise;
kyaa kahe …kahkahe bone waala.
baant-ta firta hai auron ko hansee;
khud ko ashqon mein dubone waala.
mutmayeen ab hain yahi soch ke hum;
ho rahega hai jo hone waala.
SHAUQ !…tum jiske liye marte ho…
..wo…tumhaaraa nahin hone waala…
” Mohabbat to BaaRish hai, “Jise”…!!!
Choone ki khwaahish mein,
“HatheLiyaan”…..to Geeli ho jaati hai ..
“”Magar”"..,
“Haath”…..
Hamesha khaaLi hiii Rehte hai ….”
Hamesha khaaLi hiii Rehte hai ….”
mai nai kab dard k zakhmon se shikayat ki hai han mera jurm hai k mai nai muhabbat ki hai
mai nai kab dard k zakhmon se shikayat ki hai
han mera jurm hai k mai nai muhabbat ki hai
han mera jurm hai k mai nai muhabbat ki hai
aj phir dekha hai usy mehfil mai pathar ban kar
mai nai aankhon se nhi dil se bagawat ki hai
mai nai aankhon se nhi dil se bagawat ki hai
us ko bhool janay ki galti bhi kar nhi sakta
toot kar ki hai to sirf muhabbat ki hai
toot kar ki hai to sirf muhabbat ki hai
Na Mila Karo Sar-E-Sham Mujhay Main TaNha TaNha Theek Hun
Na Mila Karo Sar-E-Sham Mujhay
Main TaNha TaNha Theek Hun
Main TaNha TaNha Theek Hun
Mujhay Chahton Se Dar Lagta Hay
Main Nafraton Mein Theek Hun
Main Nafraton Mein Theek Hun
Mujhay Rastoon Mein Chor Do
Mujahy Justuju-E-Manzil Nahi
Mujahy Justuju-E-Manzil Nahi
Na Dekhao Mujhay Raasta
Main Bhatka Hua He Theek Hun
Main Bhatka Hua He Theek Hun
Meray Dosto Mujhay Chor Do
Na Suljhaoo Meri Uljhanain
Na Suljhaoo Meri Uljhanain
Mujhay Adavatain He Pasand Hain
Main Dushmanoon Mein Theek Hun
Main Dushmanoon Mein Theek Hun
Mujhay Khushi Ki Koi Talab nahi
Mujhay Apna Ghum Bhi Nawaz Do
Mujhay Apna Ghum Bhi Nawaz Do
Mujhay Ansu Peena Pasand Hay
Mujhay Aansoun Mein He Chor Do
Mujhay Aansoun Mein He Chor Do
Thursday, April 29, 2010
Aa Bant lyn Sary dard-o-Alm
Aa Bant lyn Sary dard-o-Alm
kuch Tm Rkh lo..
kch hm Rkh Lyn..
kuch Tm Rkh lo..
kch hm Rkh Lyn..
Ab Ponch lo apny ashq Sanam
kuch Tm Rkh lo..
kch hm Rkh Lyn..
kuch Tm Rkh lo..
kch hm Rkh Lyn..
Hm sath Rahen Aur sath chalen..
Hm sath Jeyen aur sath Maren..
Is Rah-e-Wafa pe apny QadmHm sath Jeyen aur sath Maren..
kch Tm Rkh lo
kch hm Rkh Lyn
Mana k Dukhon Se Tm ho Bhary aur Hm b khali hath nhi
Ye Zulm-o-Sitm Tmhen meri Qsm
kch Tm Rkh lo
kch hm Rkh Lyn
kch Tm Rkh lo
kch hm Rkh Lyn
Be Drd Zmany Wly jo kch kehty hn so kehny do
Be los Tmnaon ka Bharm
kch Tm Rkh lo
kch hm Rkh Lein
kch Tm Rkh lo
kch hm Rkh Lein
SheeshEy ki tarah tUt k giRne naHi deTa..
Yeh zabT mEra mUjh k0 biKherne
naHi deTa..
naHi deTa..
Rehne nahi deTa mUjhe paLk0n
k kinaRe..
k kinaRe..
Ankh0n k samandaR mein utArne
naHi deTA…
naHi deTA…
Hai naam-E-m0habbat se
adawaT usay leKin..
adawaT usay leKin..
Dum mujh k0 bhi m0habbaT ka
w0h bahRne nahi deTa…
w0h bahRne nahi deTa…
Milta hai har bar naye bhaiS
badaL kaR…
badaL kaR…
Ik SHAKs mujhe khuD se
biCharne naHi deTa…
biCharne naHi deTa…
Wednesday, April 28, 2010
Mere jazb0n ki sachayi ab bhi
Mere jazb0n ki sachayi ab bhi
waisi hai..!
waisi hai..!
Uss bin meri tanhaYi ab bhi
waisi hai..!
Ab kya ehsaas diLana uss k0waisi hai..!
apnE daRd ka..!
Uss ki La parwaHi ab bhi
waiSi hai…..!!!!
Tuesday, April 27, 2010
Badan pe apne Lahu ka
Badan pe apne Lahu ka
Libaas rakhta hun… Main
khaaS phuL huN, RangaT
bhi khaaS raKhta hun..
Libaas rakhta hun… Main
khaaS phuL huN, RangaT
bhi khaaS raKhta hun..
Kisi kHUshi ki bhaLa ab
Mujhe kHUshi kyun h0…
Tumhare ghaM se j0 khuD
k0 udaaS raKhta hun..
Mujhe kHUshi kyun h0…
Tumhare ghaM se j0 khuD
k0 udaaS raKhta hun..
Subscribe to:
Posts (Atom)




