Photobucket flag http://content.yieldmanager.edgesuite.net/atoms/19/91/b1/ca/1991b1ca70cf7556458cb83a7f769db6.jpg

ONLINE USER

Free Global Counter

Search This Blog

Thursday, April 29, 2010

Aa Bant lyn Sary dard-o-Alm

Aa Bant lyn Sary dard-o-Alm
kuch Tm Rkh lo..
kch hm Rkh Lyn..
Ab Ponch lo apny ashq Sanam
kuch Tm Rkh lo..
kch hm Rkh Lyn..
Hm sath Rahen Aur sath chalen..
Hm sath Jeyen aur sath Maren..
Is Rah-e-Wafa pe apny Qadm
kch Tm Rkh lo
kch hm Rkh Lyn

Mana k Dukhon Se Tm ho Bhary aur Hm b khali hath nhi
Ye Zulm-o-Sitm Tmhen meri Qsm
kch Tm Rkh lo
kch hm Rkh Lyn
Be Drd Zmany Wly jo kch kehty hn so kehny do
Be los Tmnaon ka Bharm
kch Tm Rkh lo
kch hm Rkh Lein

SheeshEy ki tarah tUt k giRne naHi deTa..

sanajaan.blogspot.com
SheeshEy ki tarah tUt k giRne
naHi deTa..
Yeh zabT mEra mUjh k0 biKherne
naHi deTa..

Rehne nahi deTa mUjhe paLk0n
k kinaRe..
Ankh0n k samandaR mein utArne
naHi deTA…
Hai naam-E-m0habbat se
adawaT usay leKin..
Dum mujh k0 bhi m0habbaT ka
w0h bahRne nahi deTa…
Milta hai har bar naye bhaiS
badaL kaR…
Ik SHAKs mujhe khuD se
biCharne naHi deTa…

Wednesday, April 28, 2010

Mere jazb0n ki sachayi ab bhi

Mere jazb0n ki sachayi ab bhi
waisi hai..!
Uss bin meri tanhaYi ab bhi
waisi hai..!
Ab kya ehsaas diLana uss k0
apnE daRd ka..!

Uss ki La parwaHi ab bhi
waiSi hai…..!!!!

Tuesday, April 27, 2010

Badan pe apne Lahu ka

Badan pe apne Lahu ka
Libaas rakhta hun… Main
khaaS phuL huN, RangaT
bhi khaaS raKhta hun..
Kisi kHUshi ki bhaLa ab
Mujhe kHUshi kyun h0…
Tumhare ghaM se j0 khuD
k0 udaaS raKhta hun..

Mujhe kisi k tasavur mein

Mujhe kisi k tasavur mein
dub jane d0
B0hat nahi th0ra sa hi jal
jane d0
Main bh0oL jaun usay yeh t0h
h0 hi nahi sakta
W0h bhulta hai mujhe t0h
bhul jane d0….

Usay Itna Bata Dena Me Us Se Duur Ho Ker B

Usay Itna Bata Dena
Me Us Se Duur Ho Ker B
Bht Majboor Ho Ker B
Dukho’n Se Chuur Ho Ker B
Usi Ko Yaad Kerta Hon
Usay Itna Bata Dena
Me Dukh Apne Chupa Ker B
Khushi K Geet Ga Ker B
Hansi Honton Pr Saja Ker B
Usi Ko Yaad Kerta Hon
Usay Itna Bata Dena
Jahan K Ghamo’n Main Kho Ker B
Me Dil K Daagh Dho Ker B
Kisi K PaasHo Ker B
Sirf Aur Sirf !!!
Usi Ko Yaad Kerta Hon.!!

Aao Chale’n

Aao Chale’n
Tanhaio’n k Safar Py
Hum
Jahan Manzile’n Hyn
Na Rasty
Duria’n Hyn Na Faasly
Jahan Koi bBe-wafa Nhi
Jahan Dard-o-Gham
Jata Nhi
Jahan Pyar Hy Na
Qasam Koi
Iqrar Hy na Bharam Koi
Jahan “DIL” Koi Jalta Nhi
Be-Maut Koi Marta Nahi
Aao Chalo Mere Saath Tum
Mere Humsafar
Mere Khwab Tum
Aao Chalo Mere Saath Tum

Monday, April 26, 2010

Humare Chale jaane ke Baad

Humare Chale jaane ke Baad
Yeh Samandar Ki Ret Bhi
Tumse Pucha Karegii
Kahan Chala Gaya Woh Shaqs
Jo Tanhaii Main Aa kar
Bas Tumhara hi naam likha karta tha

Is arzu say agay,

Is arzu say agay,
k0i rasta nahi hai,
Tumhain kis kadar hai
CHAHA…
Tumhain yeh paTa nahi hai
k0i paL Bina tumhare,
Bhala kaise beet jaye?
Mere pas Tum nahi ho,
Mere pass kuch nahi hai,
Meri har dua ka mehvar,
Bas Ik ARZOO Tumhari,
Is arzu se agay,
k0i rasta nahi hai,
Tumhein kIS qadaR hai
CHAHA……
Tumhain yeh
Pata Nahi HAI….

Sunday, April 25, 2010

Kub Tak Dil ka Aaine Main Mera Aks

Kub Tak Dil ka Aaine Main Mera Aks çhupaoge
Kab Tak Rahoge khafa kabhi To Maan Jaoge
Mujhe ßhoolne ki çhah Main kahien khud ko Na ßhula Dena
Dil k §abhi Raston Main §irf Mujhe Hi Paoge
Mera Aks Tumhari Ankhon Main Har Pal Jhilmilata Hy
Mohabbat ki Haqeeqat ko kab Tak Jhutlaoge
Rasm-E-Duniya He §amajh ka kabhi To Izhaar kar Dena
Yeh Lamhey Rooth Gaye To Umar ßhar Pachtaoge

ik raat hoi barsaat bohat

ik raat hoi barsaat bohat
main royaa saari raat bohat
har ghum tha zamaanay ka lekin
main tanha tha us raat bohat
phir aankh say ik saawan barsa
jab sehar hoi to khayaal aaya
woh baadal kitna tanha tha
jo barsa saari raat bohat

Hum jo toote

Hum jo toote to is terha toote
Jese hathon se gir kr pathar per
Koi shaffaaf aiena toote
Jese palkon se toot’ta ansu
Jese seene me ik kaman toote
Jese umeed ki nazuk dali
Berg mausum me nagahaan toote
Jese ankhon me khawb ki doori
Waqt-e takmeel se ulajh jae
Jese pairon taley zamin nikley
Jese sir per ye asmaan toote
Jese ik shaks pe bharosa kia
Is pe jitne they ashiyaan toote
Jese wehshat me hosh a jae
Jese ta’der me dehaan toote
Ab jo reza howey to sochtey hen
Kis ne dekha tha tootna apna
Hum jo toote to raayegaan toote!

Friday, April 23, 2010

Mohabbato’n Mein
Kuch Aise Bhi Haal Hoty Hyn
Khafa Hon Jin Se
Unhi k Khyaal Hoty Hyn
Machaltey Rehty Hyn Zehano’n Mein
Waswaso’n Ki Trha
Haseen Log Bhi Jaan Ka Wabaal Hoty Hyn


Jo “Gehri Neend” Sotey Hon
“Mohabbat” Ker Nahi Saktey
“Sukoon” Itna Kahan Haasil
“Mohabbat” Kerne Walo’n Ko


Tumhary “KHWAAB” sajaney
mei lutf aata hy
k Apna aap “JALANEY”
mei lutf aata hy
Khuda se apne liye “MAANGTA”
hoon jab tujh ko
Mujhy ye “HAATH” uthaney
mei lutf aata hy
Teri “YAAD” mein bas jaagtey
rahe’n shab bhar
Khud apni “NEEND” churaney
mei lutf aata hy
Teri “ZAAT” se hy be-panah
“PYAR” humei’n
Tumhary “NAAZ” uthaney
mei lutf aata hy


Wo Umar Bhar to
Sath
Na Nibha saka Mera…
Haan yaad ban k kbhi
Us Ne Mujhy
tanha nahin chorra


Sunday, April 4, 2010

shayari

Hai yeh meri badnaseebi tera kya kasoor isme,
Tere gam ne maar daala mujhe zindagi se pehle,
Mera pyaar jal raha hai are chaand aaj chhup jaa,
Kabhi pyaar tha hame bhi teri chaandni se pehle,
Main kabhi na muskarata jo mujhe yeh ilm hota,
Ki hazaron gam milenge mujhe ek khushi se pehle,
Yeh ajeeb imtehaan hai ki tumhi ko boolna hai,
Mile kab the is tarah hum tumhaRe bedilli se pehle..!!! 


Meri palkeN bhigo raha hai koi
Mujh se naraaz ho raha hai koi
Jagne ki hameN saza de kar
Narm bistar pe so raha hai koi
Phool hi phool hain yahan lekin
Dil men kaante chubho raha hai koi
Hum to ro ro ke hans rahe hain Husain
Aur hans hans ke ro raha hai koi



Bik Raha Tha Waqt k Bazaar
Mein Meri Ghairat Ka Lahuu
Mudd k Jo Dekha Tou Apna
Hii Dost Kharidaar Nikla …

Ehsaas Na Ker In Jazbo’n
Ka Nazro’n Se Gira De
Beshak … Lekin !!!
Jeena Bhi Mujhy Dushwaar
Lagey, Itna Tou Nazar-Andaaz
Na Ker … !!!

Ae Aankh Tuu Band
Ho Jaa
Khwabo’n Mein Un Ki
Surat
Tou Nazar Aane De
Intizaar Tou Subha
Phir Shruu hoga
Kam-az-Kam Raat
Tou Khusi Se Guzar
Jane De … :)
Kia Rakha Hy Apni
Zindagi k Iss Afsaney
Mein “GHALIB”
Kuch Guzri Yaar Bananey
Mein Kuch Guzri Yaar
Bhulaney Mein !!!

Kisi Ko Na Paaney Se
Zindagi Khatam Nahi Hoti
Lekin
Kisi Ko Paa Ker Kho Dene
Se Kuch Baqi Nahi Rehta .. !!

Tu Kisi Aur k Liye Ho Ga
Samandar Ki Misaal
Hum Tou Roz Tere Saahil Se
Pyaase Guzar Jaty Hyn …
Us k Har Sapne Ko Pura Kerny
Ki Zidd Thi Meri
Us Ne Azaadi Maangi Aur
Main Ne Khud Ko Mita Dia …

Hawa Jab
Zard Pat’to’n Ko
Juda Shaakho’n Se
Kerti Hy
Tou Aey Jaana’n !!
Humei’n Tum Se
Bichad Jana
Bohat Yaad Aata Hy !!


Zara Aagey Chalo Gy
Tou Izafa Ilm Mein Hoga
Mohabbat Pehly Pehly
Be-zarar Mehsoos Hoti Hy .. (:

“MOHABBAT” bhi ajab cheez hy na
Muthi mein bhar lo tou apni
Bikhair do tou duusro’n ki
Aur agar chupa lo tou
Kisi ki nahi … !!